Friday, July 3, 2015

B-5

Jay bheem
Bhari baris ki wajah se Gujarat k amreli district k vibhinn area me hamare Samaj k logo ko bhari nuksan hua hai aur kahi sare log be-ghar ho gaye hai, khane ki chize aur ghar ka har Saaman paani me beh gaya hai.
Swayam sainik dal ki team waha k alag-alag area me hamare logo k pas gyi aur jrurat mand logo ki jivan jruri chizo ki kit dekar help Nhi balki farz Ada ki.






No comments:

Post a Comment